Thursday, January 5, 2012

Ye Anjaani Raatein



Neela hai andheron me bhi aasman ye kyun?
Jalte hain chiraag yun roshni me bhi kyun?
Taaron se kuch der baatein jo karne chale hum,
to gum hain taaren bhi aajkal yun chaand ki baahon me kyun?
Main yun etna tanha hun khun??

No comments:

Post a Comment