Sunday, March 25, 2012

Lawaris lahu ki mashaalein...


Lawaris lahu se arahin thi awaazen, ke achanak ek awaaz suni.
Kon tha us dariya me wo sahil,malum na chala.

Ke chalo us aag ko bujhado,jalti hui mashaal ko girado.
Kal na aega mit jaane do us nafrat ko.

Ke lahu de raha hain awazein, lut jaane do sagar ko,
Ke bujhado vo mashalein,aane de aandhiyon ko.

No comments:

Post a Comment